Tuesday 12 November 2013

nazm ...main aisa kar nahiN sakti

किसी का मैं बुरा सोंचू
किसी का दिल दुखाने की 
किसी को वरगलाने कि 
किसी को झूठ सच बोलूँ 
किसी के दिल से मैं खेलूँ 
मैं ऐसा कर नहीं सकती 

किसी के दर्द को दिल से 
बहुत महसूस करती हूँ 
कोई मुझसे ख़फ़ा हो तो 
मुझे तक़लीफ़ होती है 
जो अपना रूठ जाता है
मेरा दिल टूट जाता है 

कभी ऐसा भी होता है 
न जाने बेसबब ही क्यों 
उदासी घेर लेती है
मैं बैठे सोचती हूँ ये 
सिया ये क्या हुआ मुझको 
मैं क्यों ख़ामोश बैठी हूँ 
चलो कुछ शेर ही कह लूं 
ख्यालों में ज़रा बह लूँ 
तो मैं वो बात लिखती हूँ 
जो मैं महसूस करती हूँ 

kisi ka mai bura sochu kisi ka dil dukhane ki kisi ko wargalane ki
kisi ko jhooth sach bolu kisi ke dil se main khelu bada khud ko dikha kar main kisi ko main kahu chhota main aisa kar nahi sakti
kisi ke dard ko dil se bahut mehsus karti hooN koi mujhse khafa ho to mujhe takleef hoti hai jo apna ruth jaata hai Mera dil toot jata hai
kabhi aisa bhi hota hai na janae besasab hi kyo udaasi gher leti haiN main baithe sochti hooN ye siya ye kya hua mujhko main kyo khamosh baithi huN chaloon kuch sher hi kah looN khayaloN mein zara bah looN to main wo baat likhti hooN jo main mehesus karti hooN

No comments:

Post a Comment